Sarkar-e-Naamdaar,
Madine k Tajdaar,
Habib-e-Parwardigar,
Shafi-e- Roze-e- Shumar,
Janab-e-Ahmed-e - Mukhtar
SALLALLAHO TAALA ALAIHI WASALLALAM......
"Ho dil mein yaad-e-nabi jism-o-jaan khushbu de,
Darud-o-naat pado to zaban khushbu de,
NABI ki azmate hum kya bayan kare,
Vo jinki shaan me pura Quran khushbu de"....